(1st Verse) Teri aankhein teray dil ki sari batein kahein Aaj mehkein saray pal hi kai sapnay bunein. Rastay khatan yay choti choti khushiyan yahan Chunn lein aaj jo bhi milein. (Pre-chorus) Is zameen ki yehi dastaan hay Jism aur jaan aik din to hona hay Na rahay. (Chorus) Kitni sadiyan na janay khamoshi say yunhi guzarti gayeen Waqt kay behtay darya mein jab tak saansein rahen tu hay meri. (2nd Verse) Aik hay rung jo yay sansaar sara roshan karay Koi ho sung, koi ho pyar pyara jeevan lagay. Raste khatan yay choti choti khushiyan yahan Chunn lein aaj jo bhi milain.